With Apologies to those who can't follow the language

sachdev

Registered Users (C)
Isse badhkar hai kaha-n dard ki wazah doozi,
Doston ki hi nazar ke jahan tewar badle.
Chan-d yado-n ne na chora mera peechha karna,
Na jaane humne koun koun se shahar badle.
Haath bhar door thi jab lout gayi-n ghar se khushi,
Ye-h sitaare bhi mere kis zagah aakar badle...
Paraw sou gaye tay karte hu-a safar-a- umr,
Kitni raahein badli, kitne humsafar badle.
Bari taquat hai "GREEN CARD" ke lafz mein yaaron,
Koi badle ise khokar, koyi paakar badle.
Jis parinde ko nahi rab ki raza urne mein,
Use zami-n pe rengna hai, laakh par badle.
Aap poochhenge itne dard mein zinda kyun hoon?
Bas isi aas mein ki,"GREEN CARD PROCESS" ki Haalaat hain, agar badle
 
Last edited by a moderator:
Good one

Sachdev!

If you wrote this one, I'd suggest to continue writing.
If you didnt write this one, find more like these and post again.

I liked this one. I think people in this forum need to loosen up a little. That's the only thing which will take them to the other end of 485.

Cheers!
Currys
 
Curry discovered the truth ... he is following the path of budha .. let you all NSC_waiters surrender to him ..

tha path to salvation .. :D
 
Top