PUN INTENTED: RFE Anthem - HINDIANS only!

BVM

Registered Users (C)
jaane kaise, kab kahaan, "APPROVAL" kho gayaa
hum sochte hee rah gaye aur "RFE" agayaa (2)

"H1" ne hame bebas kiyaa
"GC" ne hame dhokhaa diyaa (2)
uf tobaa jeenaa kitnaa, BEKAAR ho gayaa
hum sochte hee rah gaye aur "RFE" agayaa

hum chup rahe, kuchh naa kahaa
kehane ko kyaa, baakee rahaa(2)
bas aankho hee aankho mein PAANI agayaa
hum sochte hee rah gaye aur "RFE" agayaa

:)
BVM
 
Top